Sawal:Kisi achchhe aur laaiqe taarif kaam par daad dene ke liye taali bajaana kaisa hai?
Jawab:Kisi achchhe aur laaiqe taarif kaam par daad dene ya kisi ki achchhi baat ko saraahne ka sharyi tariqa jo buzurgo se manqool hai.Woh “Subhanallah” , “Ma Sha Allah” ya “Allahu Akbar” kahna hai.Jab ki taali bajaana gairo ka tariqa aur bekaar hai,Is liye musalmano ko is se bachna chaahiye.
Wallahu A’lamu bis-sawab.
Share........
Kisi Khaas Din Ki Mubarak-baad Dena Kaisa Hai? Kis Rang Ka Libaas Pahanna Mana Hai? Marriage Anniversary Aur Birth-Day Manaa-naa Kaisa hai?