Sawal:Agar gair-muslim iftaar ki dawat de,To unke yahan iftaar kar sakte hain ya nahi?
Jawab:Agar koi gair muslim iftaar ki dawat de aur maloom hai woh jo khaana khilaaega usme kisi napaak chiz ki milawat nahi hai aur woh chiz shari’at ke etebaar se halaal bhi hai,To uski dawat ko qabool karna jaaiz hai.
Wallahu A’lamu bis-sawab.
Share........
Gair-Muslim Ko Qurbani Ka Gosht Dena Kaisa Hai? Gair-Muslim Ki Mayyat Me Sharik Hona Kaisa Hai? Musalman Ka Ghoomne Ke Liye Mandir Jaana Kaisa Hai?