Sawal:Sirf ghumne phirne ki garaz se Mandir me jaana kaisa hai?
Jawab:Sirf ghumne phirne ki niyat se bhi mandir ya kaafiro ke ibaadat khaano me jaana najaaiz aur gunah hai.Aala Hazrat imam Ahmad Raza rahmatullah alaihe farmate hai ki:Kaafiro ke ibaadat khaano me musalmano ka jaana jaaiz nahi hai kyunki woh shaitano ke jama hone ki jagah hai.(Fatawa Razawiya,Vol:9,Page No.39)
Wallahu A’lamu bis-sawab.
Share........
Gair-Muslim Ko Qurbani Ka Gosht Dena Kaisa Hai? Gair-Muslim Ke Yahan Iftaar Karna Kaisa Hai? Gair-Muslim Ki Mayyat Me Sharik Hona Kaisa Hai?