Currency Change Karne Ka Income?



Sawal:Currency ki tabdeli ka kaam puri dunya me hota hai. Mukhtalif mulko ki currency tabdil kar ke darmiyan se apna nafa lena jaaiz aamdani hai ya najaaiz hai?
Jawab:Aap ka kaam aur us se haasil hone wali aamdani jaaiz hai. Aap par koi gunaah nahi.Ye kaam puri dunya me hota hai aur ye bilkul dusre kaar-o-baar ki tarah hai.jab jhoot na bola jaae aur kisi ko dhoka nahi diya jaae to najaaiz hone ki koi wajah nahi.Kisi ke paas jo punji hai woh jaaiz zariye se aaya ya najaaiz zariye se,ham isko maloom kare,ye hamare liye zaruri nahi hai,Ham sirf apne kaar-o-baar ke maamle me zimme-daar hai.
Wallahu A’lamu bis-sawab.
Share........




Related Topics



M.L.M (Multi Level Marketing) ka kya hukm hai? Doctor ke liya dawa company se commission lene ka hukm Kin chizo ki tijaarat haraam hai? Kisi bhi chiz par kitna nafa lena jaaiz hai?



Dawat-E-Quran