Etekaaf Ki Haalat Me Ehtelaam Ho Jaae To?



Sawal:Etekaaf ke darmiyan ehtelaam ho jaae to kya hukm hai?
Jawab:Etekaaf karne wale ko din,raat kisi bhi waqt ehtelaam ho jaae to is se uska etekaaf nahi toot-ta.Ehtelaam ho jaane ki surat me use chaahiye ki woh fauran tayamum kare,Phir jitna jald ho gusal ke liye jaae.
Wallahu a’alamu bis-sawab.
. Share........




Related Topics



Jo chiz nichorne ka qaabil nahi ho,Use kaise paak kiya jaae? Haiz ki haalat me mehandi lagaana kaisa hai? Kya aurat napaaki ki haalat me darood sharif padh sakti hai? Napaaki ki haalat me salam karna,Jawab dena aur sehri karna kaisa hai? Kya dusri baar hambistari ke liye gusal karna zaruri hai? Aurat Ko Sirf Dekhne Se Patla Paani Nikal Jaae To? Badan par tel lagaa kar gusal aur wazu kiya to?



Dawat-E-Quran