Sawal:Kya aurat haiz (na-paaki) ki haalat me mehandi laga sakti hai?
Jawab:Ji Haan! Aurat haiz ki haalat me mehandi laga sakti hai.Hadees sharif me hai ki ek aurat ne ummul momenin hazrat Aaisha radhi Allaho anha se puchha: Kya haiz wali aurat mehandi laga sakti hai? Unhone farmaya ki ham log Huzur Sallallaho alaihe wasallam ke zamaane me mehandi lagaati thi,Aap hame is se mana nahi farmaate the.(Ibn-e-Majah,Hadees No.656)
Wallahu a’alamu bis-sawab.
.
Share........
Jo chiz nichorne ka qaabil nahi ho,Use kaise paak kiya jaae? Kya aurat napaaki ki haalat me darood sharif padh sakti hai? Napaaki ki haalat me salam karna,Jawab dena aur sehri karna kaisa hai? Etekaaf ke darmiyan ehtelaam ho jaae to kya hukm hai? Kya dusri baar hambistari ke liye gusal karna zaruri hai? Aurat Ko Sirf Dekhne Se Patla Paani Nikal Jaae To? Badan par tel lagaa kar gusal aur wazu kiya to?