Be-Hoshi Se Roza Toot-ta Hai Ya Nahi?



Sawal:Banawati be hoshi roza ko todta hai ya nahi?
Jawab:Is baat par sabhi ulma ka ittefaq hai ki behoshi khud aisi chiz nahi hai jo roza ko tod de chaahe who banawati ho ya asli.Haan banawati behoshi ke zariyo ke etebaar se us ke hukm alag alag hain.Jaise enjection ke zariye behosh kiya gaya to us se roza nahi tootega is liye ki is surat me koi bhi chiz manfaze asli se meda me nahi jaati hai.
Aur agar selender ke zariye naak me gas sunghane ya munh ke raaste gas pahuchane se behoshi hui to us se roza toot jaaega kyunki is surat me behosh karne wali dawa naak ya munh ke raaste se halq ya dimag tak zarur pahuchti hai.
Wallahu a’alamu bis-sawab.
. Share........




Related Topics



Roza ki haalat me tooth paste karna kaisa hai? Roza ki haalat me blod test karaane ka hukm Roza me glucose ya insulin lena kaisa hai? Jaan bojh kar roza nahi rakhne aur rakh kar tor dene wale ka hukm Saum-e-Dawoodi kise kahte hain? Roze ki haalat me daant ukhar-waane ka mas'ala Dil ke bimar ka roza Iftaar ki dua kab padhi jaae?



Dawat-E-Quran