Sawal:Roza ki haalat me colgate,Manjan ya kisi bhi qism ka tooth paste istemal karna kaisa hai?
Jawab:Roza ki haalat me manjan ya tooth paste ke istemal se bachna chaahiye kyunki agar uska ek zarra bhi halq me utar gaya to roza toot jaaega.Hame chaahiye ki roza me miswak kare kyunki hadis sharif me miswak karne ka zikr aaya hai.Hazrat Aamir bin rabiya radhi Allaho anho farmate hain ki:Main ne be-shumaar baar Huzur Sallallaho alaihe wasallam ko roza me miswak karte dekha.(Tirmizi,Kitabus saum,Hadees No.725)
Wallahu a’alamu bis-sawab.
.
Share........
Roza ki haalat me blod test karaane ka hukm Roza me glucose ya insulin lena kaisa hai? Be-hoshi se roza toot-ta hai ya nahi? Jaan bojh kar roza nahi rakhne aur rakh kar tor dene wale ka hukm Saum-e-Dawoodi kise kahte hain? Roze ki haalat me daant ukhar-waane ka mas'ala Dil ke bimar ka roza Iftaar ki dua kab padhi jaae?