Sawal:Mere makaan malik ne mujh se 6 mahine ka kiraaya pahle hi le liya hai.Sawal ye hai ki us raqam ki zakat kis ko dena hoga?
Jawab:Kiraaya ki ye raqam maalik-e-makaan ki milkiyat qaraar paati hai aur qabza bhi usi ka hai, is liye is raqam ki zakat malik-e-makaan ke zimme wajib hogi.
Share........
Provident Fund Par Zakaat Ka Hukm Security Ki Raqam Ki Zakaat Tijaarati Complex aur ShowRoom Ke Samaan Par Zakat Flats Aur Zameen Ki Zakaat Zakaat Ki Niyat Se Qarz Maaf Karna Kaisa Hai? Hire Aur Jawaheraat Par Zakaat Zakaat Ka Paisa Masjid Me Lagaana?