Security Ki Raqam Par Zakaat Ka Hukm



Sawal:Dukan ya makaan wagairah kiraaya par lete waqt kiraaya ke elawah maalik kaafi miqdaar me rupiya zamaanat ke taur par leta hai jise deposit aur security money kaha jaata hai.Sawal ye hai ki security ke naam par jo raqam maalik ko di gayi hai uski zakat kis par wajib hogi?
Jawab:Security ki raqam ki zakat kiraaya-daar par wajib hogi kyunki wahi uska maalik hai,Aur dukaan ya makaan khaali karne ke waqt woh raqam maalik ko wapas karna hoga.
Share........




Related Topics



Provident Fund Par Zakaat Ka Hukm Advance Kiraaye Ki Zakaat Tijaarati Complex aur ShowRoom Ke Samaan Par Zakat Flats Aur Zameen Ki Zakaat Zakaat Ki Niyat Se Qarz Maaf Karna Kaisa Hai? Hire Aur Jawaheraat Par Zakaat Zakaat Ka Paisa Masjid Me Lagaana?



Dawat-E-Quran