Saali Se Zina Kiya To Biwi Ka Hukm



Sawal:Ek shakhs ne apni saali se zina kiya to uski biwi us par haraam ho gayi ya nahi?
Jawab:Saali se zina karne ki wajah se biwi us par haraam nahi hogi.Haan,Ye sakht haraam kaam hai is liye dono par tauba istigfaar karna laazim hai.Haan, Agar saali se jaan bujh kar zina nahi kiya balki biwi samajh kar dhoke me hambistari kar liya to us surat me saali par “Wati bis-shubha” ki iddat laazim hogi aur jab tak saali ki iddat khatam nahi ho jaae,Uski biwi us par haraam rahegi. Jaisa ki Durre Mukhtar me hai:

وطی اخت امرأتہ لا تحرم علیہ امرأتہ۔

Aur Shaami me hai:

لووطی اخت امر أتہ بشبھۃ تحرم امراء تہٗ مالم تنقض عدۃ ذات الشبھۃ۔


Share........




Related Topics



Maa Baap Se Chhup Kar Nikah Karna Walima Ki Dawat Ke Liye Ladki Wale Se Paisa Lena Biwi Se Milne Se Pahle Walima Kar Sakte Hain? Ek Raat Ke Liye Shadi Karna Kaisa Hai? Court Se Talaaq-Naama Likhwa Lene Se Talaaq Hogi Ya Nahi? Biwi Talaaq Ka Dawa Kare Aur Shauhar Inkaar Kare To? Yaad Nahi Ki 2 Talaaq Di Ya 3,To Kya Hukm Hai? Shauhar Laa-pata Ho Jaae,To Biwi Kya Kare? Apni Biwi Ko Maa Ya Bahan,Kah Diya To? Mahr-e-Fatemi Ki Miqdaar Kya Hai?



Dawat-E-Quran