Sawal:Allah Ta’ala ko “Ishwar” ya “God” kahna kaisa hai?
Jawab:Ishwar ka maana hota hai “Paalne wala,Dunya ko paida karne wala” aur “God” English word hai jis ka maana hota hai “Hifazat karne wala” is etebaar se Allah Ta’ala ko “Ishwar” ya “God” kahne me koi harj nahi hai.Lekin “Ishwar” kahana hindu-on ka tariqa hai aur “God” kahna Isaaiyon ka tariqa hai, Is liye musalmano ko is se bachna chaahiye.
Wallahu a’alamu bis-sawab.
.
Share........
Dushman ke dar se kufriya kalima bolne ka hukm Bharat Mata ki jay,Vande Maturam aur Jay Hind bolna kaisa hai? Ram Rahim ek hai,Bolne wale ka hukm Saare firqe haq hain,Kisi ko bura nahi kahna chaahiye? Huzur ﷺ ke dada tauheed par the ya nahi? Peshaani par Tilak lagwaana kaisa hai? Yazeed momin tha ya kaafir? Allah Ta'ala ko "Upar Wala" aur "Miya" Bolne ka hukm Chhote bachcho ko "Masoom" kahna kaisa hai? Mandir ki taamir me chanda dene wale ka hukm