Sawal:Mandir ki taamir me chanda dene wale ke liye kya hukm hai?
Jawab:Mandir ki taamir me chanda dena sakht haraam aur bada gunaah balki kufr ki taraf le jaane wala kaam hai.Lekin agar majburi mdena pare yaani kaafir musalman par dabaao daal kar mandir ki taamir me paisa wasool karte hain aur chanda nahi dene par hangaama khada karte hain ya maarte pit-te hain ya parishan karte hain ya musalmano ke kaamo me rokawat daalte hain to aisi surat me unki shararat se bachne ki niyat se dene ki gunjaaish hai.
Quran majeed me hai “Gunaah aur ziyaadati ke kaamo me ek dusre ki madad na karo”. (Surah Maaida,Aayat No.2)
Wallahu a’alamu bis-sawab.
.
Share........
Dushman ke dar se kufriya kalima bolne ka hukm Bharat Mata ki jay,Vande Maturam aur Jay Hind bolna kaisa hai? Allah Ta'ala ko Ishwar aur God kahna kaisa hai? Ram Rahim ek hai,Bolne wale ka hukm Saare firqe haq hain,Kisi ko bura nahi kahna chaahiye? Huzur ﷺ ke dada tauheed par the ya nahi? Peshaani par Tilak lagwaana kaisa hai? Yazeed momin tha ya kaafir? Allah Ta'ala ko "Upar Wala" aur "Miya" Bolne ka hukm Chhote bachcho ko "Masoom" kahna kaisa hai?