Sawal:Peshani par Tilak lagwana,Zunnar baandhna aur Qashqa lagwaana kaisa hai?
Jawab:Hadees sharif me hai ki: Jo jis qaum se mushabihat ekhtiyar kare,Woh unhi me se hai.(Abu Dawood,Hadees No.4031)
Fatawa Razwiya me hai: Qashqa lagaana islam ke khilaaf hai.(Fatawa Razwiya, Jild 14,Page No.393)
Bahar-e-Shari’at me hai: Kuchh kaam kufr ki pahchaan hain,Jaise zunnar baandhna ,Sar par chotiya rakhna,Qashqa lagaana.aise kaam ke karne wale ko fuqha-e-kiram kaafir kahte hain.[Jild 1,Page No.176]
Wallahu a’alamu bis-sawab.
Share........
Dushman ke dar se kufriya kalima bolne ka hukm Bharat Mata ki jay,Vande Maturam aur Jay Hind bolna kaisa hai? Allah Ta'ala ko Ishwar aur God kahna kaisa hai? Ram Rahim ek hai,Bolne wale ka hukm Saare firqe haq hain,Kisi ko bura nahi kahna chaahiye? Huzur ﷺ ke dada tauheed par the ya nahi? Yazeed momin tha ya kaafir? Allah Ta'ala ko "Upar Wala" aur "Miya" Bolne ka hukm Chhote bachcho ko "Masoom" kahna kaisa hai? Mandir ki taamir me chanda dene wale ka hukm