Sawal:Nabalig ladke ki azaan durust hoti hai ya nahi?
Jawab:Nabalig ladka agar samajhdaar hai to uski azaan durust hai.Aur samajhdaar ki pahchan ye hai ki log uski azaan ko azaan samjhe khel kod nahi samjhe.Magar us ke baad bhi azaan baalig ka hi dena afzal hai.Jaisa ki Fatawa alamgiri me hai:
اذان الصبی العاقل صحیح من غیر کراھۃ فی ظاہر الروایۃ ولکن اذان البالغ افضل
Wallahu a’alamu bis-sawab.
.
Share........
Azaan hone ke baad masjid se nikalna kaisa hai? Takbeer ke shuru me khada hona kaisa hai? Namaz me Mobile band karne ka Mas'ala Shaafayi imam ke pichhe hanfi ki namaz? Pant takhne se niche kar ke namaz padhne ka hukm Nange sar namaz padhna kaisa hai? Kab namaz tor dena jaaiz hai? Aurat apne maike me puri namaz padhegi ya qasar? Apne ghar me mahram mard-o-aurat ka jama'at se namaz padhna?