Sawal:Kab namaz tor dena jaaiz hai?
Jawab:Begair kisi uzr ke namaz torna haraam hai.Haan,Kuchh surato me namaz torna jaaiz hai,Jaise maal barbaad hone ka da rho to namaz tor dena jaaiz hai,Jabki jaan bachaane ke liye waajib hai,chaahe apni jaan ho ya kisi aur ki jaan bachaana maqsood ho.Namaz torn eke liye baithne ki zarurat nahi hai balki khade khade ek taraf salam pher dena kaafi hai.
Wallahu a’alamu bis-sawab.
.
Share........
Nabalig ladke ki azaan durust hoti hai ya nahi? Azaan hone ke baad masjid se nikalna kaisa hai? Takbeer ke shuru me khada hona kaisa hai? Namaz me Mobile band karne ka Mas'ala Shaafayi imam ke pichhe hanfi ki namaz? Pant takhne se niche kar ke namaz padhne ka hukm Nange sar namaz padhna kaisa hai? Aurat apne maike me puri namaz padhegi ya qasar? Apne ghar me mahram mard-o-aurat ka jama'at se namaz padhna?