Surah Dukhaan Ki Fazilat



Hazrat Abu Huraira radhi Allaho anho baya karte hain, Huzur e Akram Sallallaho alaihe wasallam ne bayan farmaya: Jis ne raat ke waqt Surah Dukhaan ki tilawat kiya,To woh is haal me subah karega ki uske liye 70 hazaar farishte istigfaar kar rahe honge.[Tirmizi,Hadees No.3131]
Hazrat Abu Huraira radhi Allaho anho bayan karte hain ki : Huzur Nabi Kareem Sallallaho alaihe wasallam ne farmaya:Jis ne juma ki raat Surah Dukhaan padha,Use bakhsh diya jaayega. [Tirmizi,Hadees No:3132]
Hazrat Abu umama radhi Allaho anho se riwayat hai,Huzur e Akram Sallallaho alaihe wasallam ne farmaya:Jis ne juma ke din ya raat me Surah Dukhaan tilawat kiya to Allah Ta’ala uske liye jannat me ghar banaayega.[Al-Mo’jamul Kabeer,Hadees No.8026]
Share.........




Related Topics



Surah Fatiha Ki Fazilat Surah Baqra Ki Fazilat Aayatul Kursi Ki Fazilat Surah Baqra Ki Aakheri Ayaat Ki Fazilat Surah Aal-e-Imran Ki Fazilat Surah Kahaf ki Fazilat Surah Yaseen Ki Fazilat Surah Rahman Ki Fazilat Surah Waqiya Ki Fazilat Surah Hashr Ki Fazilat Surah Mulk Ki Fazilat Surah Zilzaal Ki Fazilat Surah Takaasur Ki Fazilat Surah Kaafiroon ki Fazilat Surah Ikhlaas ki Fazilat Surah Falaq Aur Naas Ki Fazilat



Dawat-E-Quran