Surah Hashr Ki Fazilat



Hazrat Ma’qil bin Yasaar radhi Allaho anho se riwayat hai, Rasoole Kareem Sallallaho alaihe wasallam ne farmaya: Jis ne subah ke waqt 3 martabh “Auzu billahis-Samee-il-alimi mins-shaitanir rajeem” padha aur Surah Hashr ki aakheri 3 aayato ki tilawat kiya to Allah Ta’ala 70 hazaar farishte muqarrar kar deta hai jo shaam tak uske liye dua-e-Magfirat karte rahte hain aur agar usi din inteqaal kar jaaye to shaheed ki maut marega aur jo shakhs shaam ke waqt padhe to uska bhi yahi martabah hai.[Tirmizi,Hadees No:3172]
Share.........




Related Topics



Surah Fatiha Ki Fazilat Surah Baqra Ki Fazilat Aayatul Kursi Ki Fazilat Surah Baqra Ki Aakheri Ayaat Ki Fazilat Surah Aal-e-Imran Ki Fazilat Surah Kahaf ki Fazilat Surah Yaseen Ki Fazilat Surah Dukhaan Ki Fazilat Surah Rahman Ki Fazilat Surah Waqiya Ki Fazilat Surah Mulk Ki Fazilat Surah Zilzaal Ki Fazilat Surah Takaasur Ki Fazilat Surah Kaafiroon ki Fazilat Surah Ikhlaas ki Fazilat Surah Falaq Aur Naas Ki Fazilat



Dawat-E-Quran