Ghar me daakhil hone aur ghar se nikalne ka tariqa



Hazrat-e-Malik Ashari radhi allaho anho bayan karte hain ki:Huzur Nabi kareem Sallallaho alaihe wasallam ne irshad farmaya ki:Jab koi shakhs apne ghar me daakhil ho to use chaahiye ki ye dua padh le.
اَللّٰھُمَّ اِنِّی اَسأَلُکَ خَیرَالمُولِجَ وَخَیرَالمَخرَجَ،وَبِسمِ اللّٰہِ وَلَجنَا وَ بِسمِ اللّٰہِ خَرَجنَا وَ عَلَی اللّٰہِ رَبِّنَا تَوَکَّلنَا۔
Allahumma inni asa’luka khairal mulija wa khairal makhraja,wa bismillahi walajna wa bismillahi kharajna wa alallahi rabbina tawakkalna.
Phir apne ghar walo ko salam karte hue daakhil ho.(Abu Dawood, Hadis No.5099)
Hazrat-e-Anas bin Malik radhi allaho anho bayan karte hain ki:Nabi kareem Sallallaho alaihe wasallam ne irshad farmaya ki: Jab koi shakhs apne ghar se nikalte waqt ye dua padh leta hai.
بِسمِ اللّٰہِ تَوَکَّلتُ عَلَی اللّٰہِ لَا حَولَ وَ لَا قُوَّۃَ اِلّا بِاللّٰہِ۔
“Bismillahi tawakkaltu alallahi laa haula wa laa quwwata illa billahi”.
To har tarah ki parishaniyo se mahfuz ho jaata hai.Aur shaitaan us se alag ho jaata hai.(Abu Dawood,Hadis No.5095)
Share.........




Related Topics



Khaana khaane ke Adaab Pani wagairah pine ke adaab Libaas ke ahkaam aur adaab Tel,Khushbu aur kanghi ke masaail-o-Adaab Anguthi pahn-ne ke Masaail Sone chandi ke zewar ke Masaail Loha,Taamba,Pital aur dusre dhaat ke zewar ke ahkaam Mehandi,Kaanch ki churiyan aur sendoor wagairah ka sharyi hukm Bhau ke baal banwaane,Tatto karwane aur banawati baal lagaane ka mas'ala Safeed baalon ko rangne ka mas'ala Hajamat banwaane ke Masaail-o-Adaab Nakhun kaatne ke Masaail-o-Adaab Pakhaana aur peshab karne ke Masaail-o-Adaab Bimar ki eyaadat ke fazaail aur masaail Bachcho ki paidaaish ke baad ke kaam Jhaar phoonk aur dua ta'wiz ke Masaail Jute aur chappal pahn-ne ke Masaail-o-Adaab Chhink aur jemaahi ke Masaail-o-Adaab Ham-bistari ke Masaail-o-Adaab Peer ke andar kin baato ka hona zaruri hai? Sone,Baithne aur chalne ke Masaail-o-Adaab Dusre ke ghar me daakhil hone ke Masaail-o-Adaab Salam karne ke Masaail Musaafha karne,gale milne aur bosa lene ke Masaail Maa baap ya kisi buzurg ka haath pair chumne aur unki taazim ke liye khade hone ka Mas'ala Mannat ke Ahkaam-o-Masaail Qasam ke Ahkam-o-Masaail Gibat,Chugli,Hasad aur jalan ke Ahkaam



Dawat-E-Quran